This Message Was Deleted
hello dosto swagat hain aapko cookape.com website ke ek or new article me aaj ke is article me hum baat karne wale hain ki aap whatsapp ke this message was deleted ko kaise dekhe sakte ho kyuki aapke or hum sabke sath ek problem hoti hain ki jab hum whatsapp par kisi ke sath koi chat karte hain to chat karte time humse kucch galat likha jata hain ya hum wo baat unko kahna hi nahi chahte to aise me whatsapp ne hume ek feature diya hain jiska naam hain message detele everyone is ki help se hum us message ko dodo side se delete kar sakte hain
par bahut baar humare mind me ek chij aati hain ki kya hum ye deleted message dekh sakte hain | ji haan aap un messages ko dubara padh or dekh sakte ho iske liye aapko is article ko last tak or acche tarike se padhna hoga kyuki is article me hum aapko 2 apps this message was deleted dehne wali batayenge in app ki help se aap aap un deleted messages ko dekh or padh sakte hain to chalie sikh lete hain
This Message Was Deleted Kya Hain
This Message Was Deleted – ye ek whatsapp ka bahut hi accha feature hain | jiski help se aap whatsapp par send kiye hue message ko delete everyone kar sakte ho or iske baad wo message dono side se delete ho jayega or iske bahut benefits hain jinke baare me hum aapko niche batane wale hain | to article ko padhte rahiye

Legal Or Not
ab aapke mind me ek question or aaya hoga ki aisa karna kya legal hain isse hume koi problem to nahi hogi
par guys me aapko bata deta hu isse hume koi problem nahi hogi kyuki ye sirf or sirf hum apni sefty ke liye karte hain | kyuki kya pata koi hume kya massege bhej kar baad me delete kar de or wo baad me humse kahe ki iske liye aapke paas kya saboot hain to agar hum in apps ka use karte honge jo me aapko aage batane wala hun phir to aap usko saboot de sakte ho or agar aapke paas ye apps nahi hongi to phir aap usko koi saboot nahi de sakte isliye aapko koi tension nahi leni hain ye bilkul hi legal hain no problem
Kya Ye Free Hain
ab aapka ek or dubt hoga jo me clear kar deta hu wo hain ki aap soch rahe honge ki e apps free hain a paid
to iska answer bhi hain humare paas or iska answer hain ki ye apps bilkul hi free hain iska use aap bilkul hi free mekar sakte ho iske liye aapko kisi ko koi paise dene ki jarurat nahi bas aapko is article ko padhna hain or uske baad aap in apps ko use karna sikh jaoge to chaliye shuru karte hain
1. How To Use WAMR App
dosto list ki jo humari sabse pahli app hain uska naam hain WAMR App or ye kaise kaam karti hain ya iska use kaise karna hain ye me aapko niche batane wala hu par usse pahle aapko thoda sa is app ke baare janna jaruri hain

ye app aapko google playstore par bahut hi aasani se mil jayegi or playstore par iske 50M+ downloads hain jisse aap pata laga sakte ho ki ye app kitni safe or acchi hain to chalie ab is app ko use karna sikh lete hain
1 . WAMR App Download Kaise Kare ?
is app ko download karne ke liye aapko yaha niche ek google playstore ka ek download now ka button dikh raha hoga us par aapko click kar dena hain or uske baad aap playstore par chale jaoge or ab aapko install par click kar dena hain

2 . Open The App
jaise hi aap is app ko install ar lete ho to uske baad aapko is app ko open kar lena hain
3 . Click On Accept
jaise hi aap is app ko open karte ho to uske baad aapne samne ye app open ho jayegi or ab aapko yaha par ek ACCEPT ka button dikhega us par aapko click karna hain jaise aapko image me bhi dikh raha hoga

4 . Click On Arrow Sign
jaise hi aap accept par click kar dete ho to uske baad aapke samne ek or new option aayega ab aapko arrow wale button par click karna hain jo aapko right side me dikh raha hoga jaise image

5 . Select Apps
jaise hi aap arrow wale option par click karte ho to uske baad aapke samne ek new page aayega isme aapko aapke saare apps dikhenge inme se aapko whatsapp ya whatsapp business ko select kar lena hain or uske baad arrow par click kar dena hain

6 . Multimedia Files Enable
jaise hi aap whatsapp ko select karke arrow par click kar dete ho to uske baad aapke samne ek or new page aa jaega jaise aapko image me dikh raha hoga ab aapko aha multimedia files ka option dikhega or uske aage enable ka option ab aapko enable par click kar dena hain

7 . Click On Allow
jaise hi aap enable par click kar dete ho to uske baad aapke samne ek pop up sa aaega or ab aapko allow par click kar dena hain

8 . Notification Reader Enable
jaise hi aap allow par click kar dete ho to uske baad aapke samne ek new page aayega or ab aapko yaha par notification reader ka option dikhega or uske baad aapko yaha enable ka bhi option dikhega to ab aapko enable par click karna hain

9 . Click On WAMR
jaise hi aap enable par click kar dete ho to uske baad aapke samne aapki mobile ki setting open jaegi or ab aapko yaha par wamr not allowed par click kar dena hain

10 . Click On On Button
jaise hi aap wamr not allowed par click kar dete ho to uske baad aapke samne ek new page aayega or ab aapko yaha par ye option aayega or ab aapko isko on kr dena hain

11 . Click On Allow Button
jaise hi aap allow notification option ko on kr dete ho uske baad aapke samne ek aapke samne ek new pop up aayega isme aapko allow ka button dikhega or ab aapko allow par click kar dena

12 . Delete Whatsapp Message
ab aapko koi bhi whatsapp ka message delete karna hoga or uske liye aapko yaha jo bhi message dikhega usko sellect karna hain or delete karna hain

13 . Delete For Everyone
jaise hi aap message select karke delete par click karte ho to uske baad aapke samne kucch option aaenge inme se aapko delete for everyone par click kar dena hain

14 . Open WAMR App
jaise hi aap aapko lagta hain ki kisi ne message delete for everyone kar diya hain to phir aapko WAMR App ko open karna hain or uske baad aapko yaha deleting message ka ek folder dikhega jaise aapko image me dikh raha hoga

15 . See Your Deleted Message
jaise hi aap deleting message wale folder ko open karte ho to uske baad aapke samne wo saare messeges aa jayenge jo delete for everyone kiye gaye honge or ab aapko dikh jayenge

2. Notisave App
pahli wali app ke baare me to meine aapko bata diya hain or ab me aapko dusri app ke baare me bata deta hu or jo ye app hain ye bhi bas WAMR App ki tarah hain or aap iska use bhi isi ki tarah hi kar sakte ho or ab aapko iska use kaise karna hain ya notisave app download kaise karni hain iske baare me bata deta hun to chaliye jaan lete hain
1 . How To Download Notisave App
isko download karne ke liye aapko yaha niche ek download now ka button milega us par aapko click karna hain or uske baad aap playstore par chale jaoge uske baad isko install karle
2 . How To Use Notisave App
notisave app ka use kaise kare iska use karna bilkul hi us app ki tarah hain jiske baare me meine aapko upar bataya hai
Conclusion
dosto aaj ke is aticle me humne aapko bataya hain ki aap kis tarah se this message was deleted ko dekh sakte ho how to see this message was deleted in whatsapp or aapko mere dwara bataya gaya ye trick acchi lagi hogi or agar aapko ye article accha laga ho to phir aap isko apne dosto ko bhi share kar sakte ho or agar aapko humse kucch bhi pucchna ho to aap comment box me pucch sakte ho