Best 5 Android apps 2021. Best Android app 2021 India. Best 5 Android apps free. Best 5 Android apps in 2021. aaj ke time me har koi chahata hain ki hamara mobile sahi se work kare or iske liye wo google play store se bahut saari apps install kar leta hain par usme se kucch apps to kaam ki hoti hain or kucch only aapka space khati hain or kucch nahi isliye aapko jo bhi apps install karni ho soch samaj kar kiya kare or isko dekhte hue aaj me aapke liye most important 5 android apps in 2021 lekar aaya hun ye apps aapke mobile me jarur honi chahiye ye apps kon kon si hain iske baare mein hum aapko aage batane wale hai to chaliye jaan lete hai
Best 5 Android apps 2021. Best Android app 2021 India
1. Google Drive
google drive ek cloud storage app hain isme aap apna personal data save kar sakte ho or is app me koi bhi user signup kar sakta hain or uske google drive ki taraf se 15 GB storage bilkul hi free milti hain or agar aap chahe to isko badha bhi sakte ho yah ek android apps ka suit hain jo bahut se apps isme add hote hain jaise Google Docs,Google Sheet,Google Photo,Gmail,Google Slide Etc
ye apps aapko unlimited video or photos ke backup ki permission deta hain | is app ki help se aap bahut hi safe rah sakte ho kyuki ye aapke data ko kisi or person ya browser ke sath share nahi karte hain
is app ko install karne ke liye aapko google play store jaana hain or vaha par search karna hain google drive to aapko ye app mil jayegi or phir aapko isko install kar lena hain
2. Google Maps
google map bhi ek bahut hi acchi app hain ye app bhi aapke mobile mein jarur hi honi chahiye kyuki is app mein aapko shop,petrol pump,road,place sabhi tarah ki information mil jaati hain or isliye aapko is app ko bhi apne mobile me install karke rakhna chahiye
maan lijiye ki aap kahi par travel ke liye gaye or aapko us place ke baare me jyada jaankari nahi hain or aapko vaha par petrol pump ya kisi shop ko find karna hain to aapko google map ki help se bahut hi aasani se uska pata laga sakte ho is liye aapko is app ko bhi apne mobile mein rakhna chahiye
go to google play store or ab aapko yaha par google me search karna hain or isko install kar lena hain
3. 1Weather App
1weather bhi ek bahut hi acchi application hain ye bhi aapke mobile me honi hi chahiye kyuki agar aapko weather ka pata lagana hain to aapke liye ye app bahut hi acchi sabit ho sakti hain kyuki is app ko isi tarah se design kiya gaya hain | or is app me aapko alag alag design bhi mil jayenge jo isko ek khas app banate hain | sath hi isme aapko current weather, 12 weeks tak ke forecast rader or etc
ye aapko free or paid dono version me mil jaati hain free version me aapko ads dekhne ko milti hain or premium me aapko ads nahi dikhti par aapko free wala hi version use karna chahiye iske alava or bhi kayi weather apps hain jaise accuweather app or Today Weather
4. Google Assistant
google ne google assistant ka ek bahut hi accha feature apne users ko diya hain | kyuki ye ek aisa feature hain jisme aapko kucch type karne ki jarurat nahi hai bas aapko bol dena hain or ye aapko uska answer de dega ye ek smart or fast tarika hain kucch khojne ke liye or bahut se aise log hote hain khaskar humare india me jinko sahi se likhna nahi aata hain to wo is feature ka use kar sakte hain | or ye aaj ke time me sabhi smartphones ke ander pahle se hi install aane lag gaya hain aapko iska google play store se install karne ki jarurat nahi hain
iske alava or bhi bahut saari apps hain jo isi tarah se kaam karti hain or wo paid bhi hain jabki google assistant ek free service hain iska use wo har user kar sakta hain jo smartphone use karta hain
isko kisi play store se install karne ki jarurat nahi hain ye auto hi aapke mobile me install hoti hain par kayi baar naa aaye to aapko play store par jaana hain or vaha par search karna hain google assistant or phir isko install kar lena hain
5. Last Pass Password Manager
last pass un sabhi apps mein se ek hain | ye aapki login ki protection karta hain or aapko ek strong password generate karne me aapki help karta hain | iski help se aap ek bahut hi accha password create kar sakte ho or usko apne liye use kar sakte ho isse aapke account par koi problem nahi hogi or aaka account bilkul hi safe rahega isliye aapko is app ko apne mobile mein jarur se rakhna chahiye
is ko install karne ke liye aapko apne google play store par jaana hain or vaha par search karna hain last pass to ye app aapko mil jayegi phir isko aap install kar sakte ho
CONCLUSION
Dosto aaj ke is article mein meine aapko bataya hain Best 5 Android apps 2021. Best Android app 2021 India. Best 5 Android apps free. agar aapko ye artile accha laga ho to please comment karke jarur batana or agar aapko humse kucch bhi pucchna ho to aap comment box me pucch sakte ho i hope ki aapko ye article accha laga hoga to milte hain apne next article me jab tak ke liye jay hind vande matram